Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 7

2024-09-27 4

Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 7

Al Salam Alikum. Hazrat Khalid bin Walid kay kissay ki 7wi video main khoushamdeed. Ayain kissay ki taraf agay berhtay hain. Khalid ko maloom na tha kay kay musalmanoun ky 2 jasoos is kay lashkar ki pouri taadad dekh aya hain. Or Rasool Allah (SAW) ko bata chukay hain. 21 March 625 esswi. Kay din Rasool Allah (SAW) nay apni fouj ko kouch ka hukam diya or aik pahari kay daman main ja ker khamay laga liya. Ap (SAW) 1 hazar mujahadeen thay jin main 100 nay saroun per zira pehn rekhi thi. Mujahadeen kay pass sirf 2 ghoray thy jin main sy aik Nabi (SAW) kay pass tha. Is moka per munafiqeen ki munafiqat ka pehla khatra zahir howa. wo gardari kay mutradaf tha. Madina kay baaz aysy logon nay Islam qabool ker liya tha jo dill sy musalman nhi howay thy. Inhain Rasool Allah (SAW) nay munafiqeen kaha tha. Kisi kay mataliq yeah maloom kerna kay wo sucha musalam hai yan munafiq hai mujhy mushkil tha. Jab mujahadeen Madina sy pahari ki taraf kouchkernay lagay to aik admi jis kanaam Abdullah bin Abi tha. Rasool Allah (SAW) kay sath is behas main ulaj gya kay Quraish ka lashkar 3 guna hai is liya Madina sy bahr larna zayada behtar nahi ho ga. Ap (SAW) Abdullah Bin Abi kay ham khayal thy lakin Ap (SAW) nay aksariyat ka faisla hi manzoor farmaya or kouch ka hukam dy diya. Abdullah Bin Abi ny shahar sy bahar janay sy inkar ker diya. Is kau pichay hatnay ki dair thi kay lashkar main sy 300 admi pichay hat gaye. Tab pata chala kay yeah sab munafiqeen thy or Abdullah in ka sardar tha. Ab 3 hazar kay muqablay main mujahadeen ki nafri sirf 700 reh gayii.

khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed
khalid bin waleed status
hazrat khalid bin walid
khalid bin waleed history
hazrat khalid bin walid ka waqia
khalid bin waleed ra
khalid
khalid bin waleed edit
,khalid bin waleed series
khalid ibn walid
khalid bin waleed ka waqia
hazrat khalid bin waleed series
hazrat khalid bin waleed ki jang
life of hazrat khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed ka waqia
Allah ki talwar
Sword of Allah

#Islam #IslamicStories #IslamicWaqia #WaliAllah #WaleAllah #IslamicWaqiyat #Islamicwaqiainurdu #Islamicwaqiyatinurdu #Islamickahani #IslamicKahaniyan #Allahkaywali #Allahkywali #AuliyaAllah #swordofAllah #Allahkitalwar #khalidbinwaleed #hazratkhalidbinwaleed